आपको अपने प्रश्न का उत्तर इस पहले से पूछे सवाल की चर्चा मे मिल सकता है - https://mylo-in.app.link/UMDB9qBCO7
Yes dear. chhota Sa freshwater fish khana
Acche se cook karke kha sakte hai
Fish kha to sakte hai dear lekin har type ki fish nahi kha sakte. Salmon, shrimp, catfish, trout kha sakte hai lekin in ki bhi 1- 2 se zyada servings nahi khani chahiye. Tuna, mackerel, shark,swordfish, tilefish, ahi tuna, bigeye tuna, nahi khana chahiye kyunki inme mercury content bahut zyada hota hai aur woh bacche ke nervous system ke liye bilkul accha nahi hota. Fish raw ya semi cooked to bilkul nahi khani chahiye. Fish ko teez annch pe pakaye aur usse acche se store karna bhi bahut zaroori hai. Zyada purani rakhi hui fish na khayen agar khani hi hai to fresh khaye. Ek baar aap doctor se bhi pooch sakte ho ki aapko fish khana allowed hai ki nahi.
100% Secure Payment Using
Stay safe | Secure Checkout | Safe delivery
Have any Queries or Concerns?
Trusted by 10+ million young parents Mylo is India’s #1 Pregnancy & Parenting App. Mylo app will guide you through your whole parenting journey. Download now