Hello mummy logh!!! Bahut dukh ho raha hai par kya karu hu toh ek maa he na..... Mai toh mazze se mayke mai thi par sasural walo ne bola Aajao kuch din k liye hubby ne b bahut zor daala toh aana he pada yaha pe mujhe 3 days ho gaye hai par meri saas mujhe apni baby ko haath nahi lagane deti meri baby shuru se he mera milk nai le rahi ussi ka faida meri saas utha rahi hai woh baby ko khud he doodh pilati hai maine 3 din se baby ko haath nahi lagaya na he ache se dekha bahut tension mai hu hubby se b baat ki par koi faida nai hua.... Ab mai kya kru? Meri baby jab meri taraf dekhti hai toh bahut roti hai... Ab kya kru mai ????
Baby Care
5 years ago
Asked when Mother of 2 Months Old Baby
Q: Hello mummy logh!!! Bahut dukh ho raha hai par kya karu hu toh ek maa he na..... Mai toh mazze se mayke mai thi par sasural walo ne bola Aajao kuch din k liye hubby ne b bahut zor daala toh aana he pada yaha pe mujhe 3 days ho gaye hai par meri saas mujhe apni baby ko haath nahi lagane deti meri baby shuru se he mera milk nai le rahi ussi ka faida meri saas utha rahi hai woh baby ko khud he doodh pilati hai maine 3 din se baby ko haath nahi lagaya na he ache se dekha bahut tension mai hu hubby se b baat ki par koi faida nai hua.... Ab mai kya kru? Meri baby jab meri taraf dekhti hai toh bahut roti hai... Ab kya kru mai ????
130Answer
Share
Most Helpful
X
Mother of 4 Years Old Baby
25 followers. Follow
A: Aap pehele samjhaauye acche se. ..nehhi agar sune to Shakti se pesh ayeiye... See more