Hello momies muje first pregnancy hai pls help me mere sath Puri family toh hai in laws ki lakin koi kuch batata bhi nhi hai ki kya karna chaiye or kya nhi muje ye pochna tha ki abhi Mera 35week start ho gya hai muje white discharge means spotting jaise hi raha hai kya ye normal hai
Pregnancy
4 years ago
Asked when 36 weeks pregnant
Q: Hello momies muje first pregnancy hai pls help me mere sath Puri family toh hai in laws ki lakin koi kuch batata bhi nhi hai ki kya karna chaiye or kya nhi muje ye pochna tha ki abhi Mera 35week start ho gya hai muje white discharge means spotting jaise hi raha hai kya ye normal hai