Hello mom's mujhe aaplog se help chahiye please help me kal mai hospital gyi thimera LMP 26 January haiMaine kal ultrasound karwayee to usme edd 16 November aaya hai jbki LMP ke anusar 2 November edd hAaj mujhe 40 week 4 din ho gaye abhi tak labour pain nhi aaya hai aur na hi cervix ka muh khula haiDoctor boli ki 3-4 din wait kro agar labour pain aa jayega to thik hai wrna C-section Krna padegaPlease aaplog mujhe bataiye ki mai kya karu jisse mere cervix ka muh khul jaye aur mujhe labour pain aa jayeMere paas 3-4 din ka hi time haiPlease mom's mujhe bataiye
Labour & Delivery
5 years ago
Asked by 41 weeks pregnant
Q: Hello mom's mujhe aaplog se help chahiye please help me kal mai hospital gyi thimera LMP 26 January haiMaine kal ultrasound karwayee to usme edd 16 November aaya hai jbki LMP ke anusar 2 November edd hAaj mujhe 40 week 4 din ho gaye abhi tak labour pain nhi aaya hai aur na hi cervix ka muh khula haiDoctor boli ki 3-4 din wait kro agar labour pain aa jayega to thik hai wrna C-section Krna padegaPlease aaplog mujhe bataiye ki mai kya karu jisse mere cervix ka muh khul jaye aur mujhe labour pain aa jayeMere paas 3-4 din ka hi time haiPlease mom's mujhe bataiye