Achha baby movment kaisa hota hai mai jb v aaram se bethti hu tb kabhi kabhi halka tha mera pet mai rengne type gudgudi hoti hai Achha lgta hai pr right side jada or usi time kabhi kabhi left mai v halka halka feel hota hai or jada tar to feel hi nahi hota, clear or bht feel kb hoga mujhe mera 5th month running hai complete hone mai last 2 week bacha hai.
Pregnancy
3 years ago
Asked when 20 weeks pregnant
Q: Achha baby movment kaisa hota hai mai jb v aaram se bethti hu tb kabhi kabhi halka tha mera pet mai rengne type gudgudi hoti hai Achha lgta hai pr right side jada or usi time kabhi kabhi left mai v halka halka feel hota hai or jada tar to feel hi nahi hota, clear or bht feel kb hoga mujhe mera 5th month running hai complete hone mai last 2 week bacha hai.