Hiii! Experienced momies.. Meri ek problem hai. Plz mujhe bole ma kya karun. Mai new mom hu. Mera baby boy six months ka hai. Hum ghar se doar husband wife aur baby rehta hai.. Mere baby ko zyada time ma sambhalti hu, par usk baba bhi sambhal te hain.. Wo jab busy hote hai aur mai bhi kisi kaam mai busy hoti hu. Baby rota hai agar uska bilkul samne na ho. Mere husband kehte hai rone do isko, roye ga, thak jayega khud hi chup karega. Par ma ek maa hu, 😞😞mujh se uska rona bardaasht nahi hota, ma usko apne pass lati hu.. Aur humara jagda hota hai aksar is baat pe.. Aur aisa lagta hai kabhi buhat bada jagda ho sakhta hai.. Ma kya karu....... 👈plzz koi bole kya kisi aur k saath bhi aisa hota hai. Kya bache ki koi galti hai😢😢😢😢
