aap ek bar doctor ko dikha sakte hain Uske pahle thoda cotton ka tukra lekar thoda garm Pani mein usko bhigo ke Pani ko fenk ke aankhon ke aaspaas ek bar clean Karke dekhen do teen bar kijiye agar Kam Nahin hua To fir doctor ko dikha sakte hain
Dear agar ank mein kuch nhi gea..or roo v nhi rhi to consult doc for safety
Apna milk dalo bachche ki aakh me 2 2 drops
Zukaam to nahi hai bachi ko, agar zukaam ke symptoms hai to aankhon se paani ayega. Kayi baar chote bachon ki tear ducts bhi block hoti hai jiski wajah se aankhon se paani aata hai. Ye thik ho jayega jab baby bada hoga to, lekin agar pus hai, ya redness hai ya sujan hai side mein aankhon mein to dikha le doctor ko. Kabhi kabhi bachon ko allergy bhi hoti hai jaise dust, smoke, kisi kapde ke material se ya pollen se usse bhi paani aa sakta hai. Infection ho to bhi paani aa sakta hai. Agar pani aane ke sath sath aur bhi koi symptoms hai to turant dikha lo doctor ko agar nahi to agli visit pe pooch lena. Uski aankhon ka paani pochte rehna kisi saaf kapde se taki usse irritation na ho.
@charu6075 shardi h usse
@TanuAgrawal haan to zukham mein paani aata hai aankhon se...sabke aata hai, adults ke bhi...
100% Secure Payment Using
Stay safe | Secure Checkout | Safe delivery
Have any Queries or Concerns?
Trusted by 10+ million young parents Mylo is India’s #1 Pregnancy & Parenting App. Mylo app will guide you through your whole parenting journey. Download now