hamburgerIcon
login
Browse faster in app
ADDED TO CART SUCCESSFULLY GO TO CART
  • Home arrow
  • Kya mai kaju kismis kha skti hu kyoki meri normal diliveri ni hui h arrow
Parenting

3 years ago

Asked when Mother of 29 Days Old Baby

Q: Kya mai kaju kismis kha skti hu kyoki meri normal diliveri ni hui h

8Answer
Share
Most Helpful
G
Mother of 4 Years Old Baby
42 followers. Follow
A: Kha sakte ho dear bilkul but limit mein khana.. Limit mein khane se inse bahut fayda bhi hai. Jaise badam mein bahut zaroori nutrition aur vitamins hote hai to ye bahut accha snack banta hai. Cashew bhi bahut accha hota hai health ke liye nutrition ke point of view se. Isme bahut anti bacterial properties bhi hoti hai jo aapko infections fight karne mein help karengi. Ye anemia ke liye bhi acche hote hai aur thakan se ladne mein bhi labhdayak hote hai. Isme fibre bhi bahut hota hai to constipation ke liye bhi bahut acche hote hai. Raisins mein bhi bahut nutrition hota hai. Ye digestive tract ko strengthen karte hain. Energy bhi milti hai aur anemia hone ke chances bhi nahi hote. Lekin moderation mein khana nahi to excess khane se stomach issues ho sakte hai aur isse sugar bhi high ho sakta hai khas kar ki agar aapko kahi sugar ki dikat hai to. ... See more
Z
Mother of 1 Year Old Baby
11 followers. Follow
A: Ha lekin thoda thoda khana chaiye... See more

Read More Answers (6)

arrow

Ask your question

Get expert answers within 5 minutes for FREE only on Mylo App

Mylo Logo

Start Exploring

wavewave
About Us
Mylo_logo

At Mylo, we help young parents raise happy and healthy families with our innovative new-age solutions:

  • Mylo Care: Effective and science-backed personal care and wellness solutions for a joyful you.
  • Mylo Baby: Science-backed, gentle and effective personal care & hygiene range for your little one.
  • Mylo Community: Trusted and empathetic community of 10mn+ parents and experts.