ice mtlb icecream kha skte h aap lakin accha hoga avoide kre bcz baby tummy m normal temperature m hota h isliye na jda garm sahi hota na jda thanda sahi hota khana
Nahi lena better hai
Dekho vaise to ice khane se koi harm nahi hota. Ice khane ki cravings kayi wajah se ho sakti hai jaise morning sickness, pregnancy mein kayi baar bahut garmi bhi lagti hai jisse ice khane ka mann kar sakta hai. Kayi logon ko acidity aur heartburn ki wajah se bhi ice khane ki iccha ho sakti hai. kayi baar ice khane ki iccha iron deficiency ki wajah se bhi ho sakti hai. Agar bahut mann kare esa khana khane ka jo ki ek non food item hai to doctor ko zarur bata dena chahiye. Lekin ice khane se aapka gala kharab ho sakta hai jisse aapko kafi taklif ho sakti hai. Ice cubes chabane se aapke daaton ka enamel bhi kharab ho sakta hai.
100% Secure Payment Using
Stay safe | Secure Checkout | Safe delivery
Have any Queries or Concerns?
Trusted by 10+ million young parents Mylo is India’s #1 Pregnancy & Parenting App. Mylo app will guide you through your whole parenting journey. Download now