Aap khaa Sakti hain lekin it should be soaked overnight
Yes you should eat.. almonds and walnut sbse ache hai abhi k liye..
Dry fruits to bahut hi acche hote hai, isme bahut saare nutrients hote hai jo ma aur bacche dono ke liye bahut acche hote hai. Lekin kisi bhi cheez ki tarah inhe bhi moderation mein hi khana chahiye kyunki excess mein khane se nuksaan bhi kar sakte hai jaise gas, bloating aur diarrhoea aur wajah bhi bahut zyada badh sakta hai. Unke kisi hygenic jagah se hi khareede aur agar kisi brand ke khareed rahe hai to dekh lejiyega ki usme added sugar na ho. Unhe acche se fridge mein store karke rakhiyega. Pregnancy mein jo dry fruits adhik recommend kiye jaate hai woh hai almonds, cashews, walnuts, rasins, pistachios, dates, peanuts, dry figs aur dry apricots. Aap unhe ese bhi kha sakte ho ya apni sweetdish, ya sandwich mein bhi daal ke kha sakte ho. Recommendation ke hisab se 100 gms se zyada dried fruits nahi khane chahiye pregnancy mein.
Thnks dear
100% Secure Payment Using
Stay safe | Secure Checkout | Safe delivery
Have any Queries or Concerns?
Trusted by 10+ million young parents Mylo is India’s #1 Pregnancy & Parenting App. Mylo app will guide you through your whole parenting journey. Download now