Try to avoid
@arrmaan2006 nhi khana chahiye
Maine to khaya h. But thoda bhhot wo bhi ek hi time bus.
Ji kha sakte hai, kathal khane se koi nuksaan nahi hota agar moderation mein khaya jaaye. Kathal mein bahut saare vitamins aur nutrients hote hai jo bahut fayademan hote hai. Isme fibre bhi bahut hota hai. Agar sahi amount mein khao to ye kayi stomach problems se rahat deta hai jaise stomach ulcers jo pregnancy mein hone ke chances hai. Isme bahut saare aise vitamins aur nutrients hote hai jo baby ki growth aur development mein help karte hain. Ye blood pressure regulate karne mein bhi madad karta hai. Ye digestion ke liye bhi accha hota hai aur immune system strong karne mein bhi madad karta hai. Skin aur hair ke liye bhi accha hota hai aur anemia ke liye bhi fayedeman hota hai. Kathal khane mein koi nuksaan nahi hai jab tak ki aap isse limit mein khao.
100% Secure Payment Using
Stay safe | Secure Checkout | Safe delivery
Have any Queries or Concerns?
Trusted by 10+ million young parents Mylo is India’s #1 Pregnancy & Parenting App. Mylo app will guide you through your whole parenting journey. Download now