hamburgerIcon
login
Browse faster in app
ADDED TO CART SUCCESSFULLY GO TO CART
Parenting

3 years ago

27 weeks pregnant

Q: Can i eat pumpkin

3Answer
Share
Most Helpful
K
Mother of 2 Years Old Baby
28 followers. Follow
V
Mother of 5 Years Old Baby
31 followers. Follow
A: Haan kadu kha sakte hai pregnancy mein. Ye pregnancy mein cramps ke liye bahut accha hota hai. Ye bahut nutritious bhi hota hai jaise isme protein, fat, carbohydrates, vitamin, iron, calcium, niacin aur phosphorus bhi hota hai. Pumpkin khane se aapke diarrhoea aur eczema ke chances bhi kam ho jate hai. Ye apke intestines se worms bhi clean karne ke liye accha hota hai. Ye blood sugar ko bhi check mein rakhta hai aur fibre mein high hota hai to isse constipation ke bhi chances kam hote hai. Pumpkin aapke bacche ki bones aur teeth ke formation ke liye bhi accha hota hai. Ye immune system bhi boost karta hai aur mood swings control mein rakhne ke liye bhi accha hai. Pumpkin ke seeds neend ke liye bhi bahut acche hote hai. ... See more

Read More Answers (1)

arrow

Ask your question

Get expert answers within 5 minutes for FREE only on Mylo App

Mylo Logo

Start Exploring

wavewave
About Us
Mylo_logo

At Mylo, we help young parents raise happy and healthy families with our innovative new-age solutions:

  • Mylo Care: Effective and science-backed personal care and wellness solutions for a joyful you.
  • Mylo Baby: Science-backed, gentle and effective personal care & hygiene range for your little one.
  • Mylo Community: Trusted and empathetic community of 10mn+ parents and experts.