Acche se khana khilaye protein khana dijiye thoda thoda aur calcium dijiye jyada
Aap bas baby ko protein, vitamins, minerals aur healthy carbs se bharpoor khana khilao tab badh jayega uska wajan aur height. Kuch cheezein jo bacche ki health ke liye acchi hoti hai woh hai eggs, milk, soyabean, lean meat, legumes jaise alag alag tarah ki daal, rajma, channa etc. Green leafy vegetables, kuch dry fruits bahut excess mein mat dena ye. Whole grains bhi bahut healthy hote hai. Alag alag tarah ke fruits bhi uske health ke liye bahut acche hote hai. Bacche ko acchi nutritious diet milegi aur woh khub khelega to apne aap uski height badhegi. Agar aapko zyada dikat lag rahi hai to ek baar doctor ko bhi dikha lo kyunki baar kuch aur bhi reason hote hai to uski jo bhi remedy hogi doctor aapko bata dega.
Same question but every child support in growing is different but somewhat we feel sad because of other comments and comparisons
100% Secure Payment Using
Stay safe | Secure Checkout | Safe delivery
Have any Queries or Concerns?
Trusted by 10+ million young parents Mylo is India’s #1 Pregnancy & Parenting App. Mylo app will guide you through your whole parenting journey. Download now